Sunday, 10 July 2016

Taraweeh ki namaz aur Nabaliq ladka

Question:
- Kya Taraweeh ki namaz ke liye Nabaliq ladka ko Imam bana sakhte hai ?

Answer:
Assalaamu alaikum,

Aapka sawaal mausool huwa jawaab hazir hai:

Nabalig ke peeche Balig ki koi namaaz nahi hosakti agarchen Taraweeh ya mahaz nafil namaaz ho.

To khulasa-e-kalaam, Tarwaeeh ki namaz keliye Nabaliq ladke ko Imaam nahi bana chahiye.
[Ahkam-e-Shariat, Inaam-e-Shariat].

Allahu alam va rasoolullah alam azzavajalla va sallallahu alaihivasallam.

0 comments:

Post a Comment