Monday, 11 July 2016

Kya Aurat car ya bike chala sakthe hai ya nahe ?

Question:
Assalam alikum,

Kya Aurat car ya bike chala sakthe hai ya nahe ?

Awaiting for your reply.

Jazak Allah
Mohammed Ghouse Pasha Ashrafi.

Answer:
Wa alaikumussalaam va rahmatullahi vabarakathuhu, Aap ka sawaal mousool huwa Jawaab hazir hai:. Aurat car ya bike chala sakthi hai. Magar Mardon ki bike nahi chalasakti, is ki Ijazat nahi digai hai.

ALLAHu aalam va Rasoolllah azzavajalla va sallahu alaihi vasallam

0 comments:

Post a Comment