Sunday, 10 July 2016

Agar koi musalmaan Iftaar khanai ki aur logaon se mulaaaat karneki niyyat se

Question:

Agar koi musalmaan Iftaar khanai ki aur logaon se mulaaaat karneki niyyat se aisi jagah jata hai jisai Aam hurf mai Masjid kaha jata hai. Sharaee taur par kiya Aisa karna durust hai. Ya Namaz ada karnaiki ki bhi niyyat hona zaroori hai?

Shukria!

Answer:
 Aapka Sawaal mousool huwa jawaab hazir hai:

Hadith se paak me hai ke " Amal (sawaab) ka daroo madar Niyath pe mouqoof hai. Achi Achi niyath karna chahiye.Namaaz ke liye jarahe hain to Namaaz padhne ki niyath karna afzal hai, aur jitni bhi chahe niyath jodlen woh jaiz hai.

Allahu alam wa rasoolullahu alam azzawajallah wa sallallahu alaihi vasallam.

0 comments:

Post a Comment