Question:
Asalam-O-Alycum.
Mobile phone may ju ajj kal Quran Shareef hay us ko bina wazo k parha ja sakta hay q k reading time hum page up and down bhi kartey hain, please reply.
wasalam.
Answer:
Wa alaikumussalaam va rahmatullahi vabarakathuhu, Aap ka sawaal mousool huwa Jawaab hazir hai:
Mobile phone ya Computer screen pe quran ko bagair wuzu ke chhuna jaiz hai, kyunki screen pe jo DISPLAY hai wo na to khud quran hai aur na quran se juda hua hai, balki ye ek pixel image hai aur iski misaal reflection ki si hai. To jis tarah agar kisi sheeshe me quran ka aqs ho to use bagair wuzu chuna jaiz waise hi computer screen pe jaiz hona chahiye
Allahu alam va Rasoolullah alam azzawajalla va sallallahu alaihiwasalam.

0 comments:
Post a Comment