Sunday, 10 July 2016

Mehar ada kiye bagair shohar ka inteqal hogaya tho kya kare

Question:
aS SALAAMU ALAIKUM , Mera y sawaal hy k mahr ada kiy bagair shohar k inteqaal hogaya, ab wo mahr kaise maaf hoga??? uski kya saza hy???
jazakALLAH

Answer:
Wa alaikumussalaam va rahmatullahi vabarakathuhu, Aap ka sawaal mousool huwa Jawaab hazir hai:

Agar koi shaks(shohar) mahr ada kiye bagair us ka inteqaal hojaye to uske Tharke (His property, meaning what all he has on his name- Money, Bank balance, Land..etc) me se rakam ko nikal kar ada karna padhega.

Han! zindagi me na deneka to gunah hoga hai, magar uske tharke me nikaal kar deden to woh maaf hojayega.

Allahu alam va Rasoolullah alam azzawajalla va sallallahu alaihiwasalam.

0 comments:

Post a Comment