Question:
AAPKA EMAIL MILA, KITNA IILM SIKHNA FARZ HAI MUSALMAN AURAT AUR MARD PAR. AS PER YOUR EMAIL.
Answer:
Wa alaikumussalaam va rahmatullahi vabarakathuhu,
Aap ka sawaal mousool huwa Jawaab hazir hai:
Ilm-e-Deen hasil karna Farz hai,Jo Cheezen bande par farz-o-wajib hain aur jo us ke liye haraam-o-mamnoo hain. Aur jo zarooriyat-e-Deen hain un ka Ilm hasil karna Farz-e-En hai.
Yani Har ek musalmaan mard-w-aurat par Farz hai. Aur Usse Ziyada Ilm hasil karna Farz-e-Qifayah hai. Yani agar kuch muslamaan us ko seek lenge to sab muslammanon ki tarf se ye farz ada hojayega aur agar kisi ne bhi is farz ko ada na kiya to tammam musalmanon par us farz ko chod dene ka gunah lazim hoga.
Allahu alam va Rasoolullah alam azzawajalla va sallallahu alaihiwasalam.

0 comments:
Post a Comment